Diary Of Shayari - शायरी कि डायरी

Monday, 4 November 2013

Best Shayari Of Galib

  • Best Of Mirza Galib.... Woh mera sab kuch he bus mera mukaddar nahi..... Kash woh mera kuch bhi na hota sirf mukaddar hota.. Zahid sharab... thumbnail 1 summary

    Best Of Mirza Galib....

    Woh mera sab kuch he bus mera mukaddar nahi.....
    Kash woh mera kuch bhi na hota sirf mukaddar hota..

    Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
    Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..

    Tu wo zaalim hai Jo Dil mn reh kr b mera na ban Saka “Ghalib”
    Aur Dil wo kafir Jo mujh mn reh kr b tera hogaya…

    Kuch aise Haadse bhi zindagi me hote hedost ...
    Insaan bachh to jata he ,magar Zinda nahi rahta.

    Kitni fikra he Kudrat ko meri tanhai ki.....
    Jagte Rahte he Raatbhar sitare mere liye.

    Uski jeet se hoti he khushi mujh ko,
    Bas Yahi Zawab mere paas Apni haar kaa tha.

    Uske haatho ka khilona hi sahi .....
    Kuch der ke liye hi sahi mujhe chahta to he.

    Me fanaa ho gaya afsos woh badla bhi nahi...
    meri chahto se bhi sacchi rahi nafrat uski.

    Woh azab shakhs tha ae zindagi jise samajh bhi na samajh saka,,
    Mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chhodkar bhi chala gaya....!

    Mirza Galib Poetry

    Na Tha kucH to Khuda tha
    Kuch na hota to Khuda hota,
    dubooYa mujhKo hoNi ne
    na hota maiN to kya hota,

    hua jub Gam se Yun beHis,
    to Gum kya sar ke katNe ka
    gar juda na hota tan sE,
    to zannon pur dhara hota,

    huI muddat ki Ghalib mar gaya, puR yaaD Aata hai
    woh har ek baat pe kahena,
    ki yooN hota to kyA hota

    No comments

    Post a Comment

    Get Daily Updates

    Sign-up for FREE Regular Newsletter.

    Get It