Wednesday, 18 June 2014

Hindi Sad Shayari SMS - Dard bhari bewafa Message

HINDI Latest Best Bewafa,SAD SMS/Text: 2015-2016

World Favorite Shayari Collection

1)Apno se zAkhm khaye hai

Aap Gairon ki baat karte hain,
humne Apno ko Aajmaya hai!
log Katoan(thorn) se bachkar chalte hain,
humne Fooloan se Jakhm khaya hai!!


2)Dard Kya Hota Hai...

Dard Kya Hota Hai Batayenge Kisi Roz,
Kamal Ki Ye Ghazal Sunayenge Kisi Roz
Udne Do In Parindo Ko Azad Fizaon Mein
Jo Mere Hue To Lout Ke Ayenge Kisi Roz

    Related Shayri/SMS
  1. Popular and Rare Heart touching Sad SMS
  2. Dard Ki Kitab Hai meri zindgi

3)Galti se usko na rula du..

Nikle jab aansu uski Aankho se,
Dil karta hai sari Duniya jala du,
Phir Sochta hu honge Duniya me uske bhi apne,
Kahin anjane me use aur na Rula du..

4)Wo kahte hai...tumse Pyar nahi.

Mohabbat Mein Laakhon Zakham Khaye Hum Ne
Afsos Unhe Hum Par Aitbar Nahi
Mat Pucho Kya Guzarti Hai Dil Par
Jab Wo Kehte Hai Humein Tum Se Pyar Nahi…

Tags: Dard Bhari , Bewafa, Sad, Bewafayi, Shayari ,Heart Break, Sad Sms ,broken heart sms

1 comment

  1. All the shayari are impressive. For more shayari, just click on Sad Shayari

    ReplyDelete