Jab Tak Bika Na Tha | Pyaar Kharidaar Status| 2 Line Shayari
Tune mujhe khareed ke anmol kar diya.
Jab tak bika na tha to koi poochta na tha,
Tune mujhe khareed ke anmol kar diya..
Main toh bik jaun tere naam pe
Main toh bik jaun tere naam pe maut ki tarah,
Tu kabhi kharidar to ban, is zingadi ke bazaar mein..
Aaj bik raha hai ishq baazaar mein,
Suna hai aaj bik raha hai ishq baazaar mein,
koi unse pooche kya wafa bhi saath dete ho..
Wafa karne walon ko log kharida nahi karte
Hum bhi bikne gaye the bazaar-e-ishq mein,
Kya pata tha wafa karne walon ko log khareeda nahi karte.
No comments
Post a Comment